NEWS

Entertaining dialogues of Akshay Kumar

9th September 2015

Lovingly called as 'Khiladi' of Bollywood, Akshay Kumar turns 48 today i.e on September 9, 2015. He is an actor who has experimented with all different genres on screen and has been successful at it too. It won't be wrong to say that he understands the pulse of the audience and delivers want they expect from him.

So on his birthday let's take a look at some of his best movie dialogues here:

'Khiladi 786'

"Main har test pass karke dikhaunga, chahe yeh mera blood test hi kyun na lele"

"Oye kake punjabi na toh chup chap aate hain, na hi chup chap jaate hain"

"Duniya mein teen cheezen hoti zaroor hai lekin kisi ne dekhi nahin ... bhooton ka sansar, sacha wala pyar aur Bahattar Singh ki raftaar"

'Rowdy Rathore'

"Dont angry me"

"Saale jahan amol palekar banna chahiye wahan shakti kapoor ban jaata hai"

"Naam sunte hi pichwade mein bhukamp aa gaya na"

"Jo main bolta hoon woh main karta hoon, jo main nahi bolta woh toh main definitely karta hoon"

'Tees Maar Khan'

"Kutte ke munh se haddi aur tees maar khan ki noton ki gaddi, dono cheenna bekaar hai, impossible"

'Garam Masala'

"Jo ladki humein chahiye use hum nahi chahiye aur jisko hum chahiye woh kisko chahiye"

'Phir Hera Pheri'

"Amir aadmi pandhra minute mein apne kapde badalta hai, aadhe ghante mein apna ghar badalta hai, ek ghante mein apna dhanda badalta hai ... aur do ghante mein apni biwi badalta hai"

'Boss'

"Boss ka khoon bolta nahi, khaulta hai ... aur jab yeh khaulta hai ... toh yeh boss ek ek ko phodta hai"

'Entertainment'

"Mere paas lokete hai, Letter hai, Baap ki tasvir hai, DNA ki bottle hai, DNA....Dadies Najayaz Aulaat"

'Housefull 2'

"Ek chumma tu mujhko udhar dede ... badle mein Middlesex Trafalgar Square lele"

'Once Upon A Time in Mumbai Dobaara'

"Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauf ... kabhi bhi kam nahi hona chahiye"

"Hero marne ke baad swarg jaata hai ... aur villian jeete ji swarg paata hai"

"Agar main hero ban gaya ... toh meri pehchaan bura maan jayegi"

"Mujhe achcha banne ka koi shaunk nahi hai ... suna hai upar waala achche logon ko bahut jald apne paas bula leta hai"

"Khiladi tha ... ab pura khel hoon"

Tags: Akshay Kumar,